Thursday, 2 January 2014

Muhabaton main shumaar kaisa

Muhabaton main shumaar kaisa
Yaqeen kaisa
Gumman kaisa
Arooj kaisa
Zwal kaisa
Swal kaisa
Jwab kaisa
Muhabtain tu muhabatain hain
Muhabaton main hisab kaisa

No comments:

Post a Comment