In Sooni Sooni Raaton me Wo Raat Suhani Yaad i
Kuch Apna Zamana yaad aya Kuch teri Kahani Yad i
Iqraar kia tha tum ne kabhi K mujh ko tum se Mohabat ha
Lo bethe bithaye aj hame,wo baat purani yaad i
Hum bhool chuke the kis ne hame dunya me akela chor diya
Jab ghor kiya to ek soorat Jani pehchani yaad i
Kuch Paaon k chale, Kuch Aansu, Kuch Sapne or Kuch Tanhai
Us bichre howe sathi ki hame ek ek Nishani yaad aye.

No comments:
Write comments