Sunday 17 November 2013

Sari duniya k riwajon sy adawat ki thi

    0



Sari dunya ke riwajon se adawat ki thi. Tumko yad he jab maine ye hamaqat ki thi. Use raazdan smajh kar bataya tha haal-e-dil apna. Par us shakhs ne meri zaat se baghawat ki thi. Jab kisi ki yadon ne ankhon ko bhigoya tha meri. Mane ik naam ki tasbeeh pe tilawat ki thi. Us ko chor ke hanste hoye ghar aa ke. Itna roye the ke ankhon ne qayamt ki thi. Mere ujarne ka sabab jab bhi kisi ne pucha to. Mane bas itna hi bataya ke muhabbat ki thi

No comments:
Write comments

Services

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...

More Services

© 2016 Urdu Poetry. Designed by Bloggertheme9 & Distributed by MyBloggerThemes