Bharkaien Meri Payas Ko Aksar Teri Ankhain
Sehra Mera Chehra Hai Smandar Teri Ankhain
Phir Kon Bhal Dad E Tabasm Unhain Day Ga
Royen Gi Bohat Muj Se Bichar Ker Teri Ankhain
Bhojal Nazar Ati Hein Bazahir Muje Lakin
Khilti Hein Bohat Dil Mein Uter Ker Teri Ankhain
Ab Tak Meri Yaado Se Mitaye Nahi Mitna
Beghi Hoi Ik Shaam Ka Manzar Teri Ankhain
Mumkin Ho To Ik Taza Ghazal Our Bhi Keh Lon
Phir Urh Na Lain Khawab Ki Chadar Teri Ankhain
Yon Dekhte Rehna Usay Acha Nahi Mohsin
Wo Kaanch Ka Paykar Hai To Pathar Teri Ankhain

No comments:
Write comments