Mujhe aisa lutf aataa kya, jo nah hijar tha nah wisaal tha! !Mere mousamoo ke mizaaj daan, tujhe mera kitna khayaal tha! !
Kisi aur chehray ko dekh kar, teri shakal zehen mein aagai! !
Tera naam le ke mila ussay, mere hafzay ka yeh haal tha! !
Kabhi mousamoo ke saraab mein, kabhi baam o dar ke azaab mein
Wahan umar hum ne guzaar di, jahan saans lena muhaal tha! !
Kabhi too ne ghhor nahi kya, kay yeh log kaisay ujadh gaye ?
Koi mere jaisa giriftaa dil, tairay samnay ki misaal tha! !
Tairay baad koi nahi mila, jo yeh haal dekh ke pochta. .. .. .. .
Mujhe kis ki aag jhulsa gayi? mere dil ko kis ka malal tha
Kahin khon-e dil se likha to tha, tairay salِ hijar ka saneha! ! !
Woh adhuri dayiri kho gayi, woh najane kon sa saal tha? ?

No comments:
Write comments